Showing posts with label Friendship. Show all posts
Showing posts with label Friendship. Show all posts

Thursday, March 15, 2012

Love

Dil ki rahon ke yaar ho tum
Mohbbat ki fiza aur bahar ho tum
Meri dubati naw ki patwar ho tum
Bas itna bata do
Kis pagal khane se farar ho tum

दिल की राहों के यार हो तुम
मोहब्बत की फ़िज़ा और बहार हो तुम
मेरी डूबती नाव की पतवार हो तुम
बस इतना बता दो
किस पागलखाने से फरार हो तुम


Zindagi ek pal hai..
jisme na aaj hai na kal hai.
jeelo isko is tarah...
ki jo bhi Aapse mile..
vo yahi kahe..
bas yahi wo achha pal hai!

ज़िंदगी एक पल है..
जिसमे ना आज है ना कल है.
जी लो इसको इस तरह...
कि जो भी आपसे मिले..
वो यही कहे..
बस यही वो अच्छा पल है!

Kyun satate ho hame begano ki taraha,
kabhi to chaho chahne walon ki taraha,
ham me thi kami jo apko ham yaad na aye,
aap me thi kuch baat jo ham aapko bhul na paye

क्यूँ सताते हो हमे बेगानो की तरह,
कभी तो चाहो चाहने वालों की तरह,
हम मे थी कमी जो आपको हम याद ना आए,
आप मे थी कुछ बात जो हम आपको भूल ना पाए


 

मोहब्बत की फ़िज़ा और बहार हो तुम

ये दोस्ती मेरी नही हमारी है,
इसलिए तो सब रिश्तों से प्यारी है,
ज़रूरी नही दोस्तों का रोज़ मिलना,
तभी तो SMS का सिलसिला जारी है !


Ye dosti meri nahi hamari hai,
Isliye to sab rishton se pyari hai,
zaroori nahi doston ka roz milna,
tabhi to SMS ka silsila jari hai !

Sunday, February 19, 2012

Hindi Shayari

Dosti Shayari SMS

Na Chand Ki Tarah,Na suraj Ki Tarah,
Na Aasma Ki Tarah,Na sitaro Ki Tarah,
Koi Dost Mujhe Mile To Bus Aap Ki Tarah !!
`
Khushiyo Par Fizao Ka Pehra Na Jane Kis
Umeed Pe Dil Thahra Teri Ankho Se Jhalakte
Dard Ki Kasam Ye Dosti Ka Rishta Mahobbat Se Gahra !!
`
Wo Dil Hi Kia Jo Tere Milne Ki Tamana Na Kare ,
Me Tujhey Bhool K Zinda Rahoon Khuda Na Kare,
Rahega Payar Tera Sath Mere Zindagi Ban Kar,
Ye Or Bat He Kay Zindagi Mere Wafa Na Kare !!
`
Sabne Kaha Dosti Ek Dard Hai,
Hamne Kaha Dard Kabul Hai!
Sabne Kaha Dard Ke Saath Ji Na Paoge,
Hamne Kaha Teri Dosti Ke Saath Marna Kabul Hai !!
`
Jab Koi Khayal Dil Se Takarata Hai,
Dil Na Chahkar Bhi Khamosh Rah Jata Hai
Koi Sab Kuch Kahkar Dosti Jatata Hai
Koi Kuch Na Kahkar Dosti Nibhata Hai !!
`
Duniya Me Bohut Gam Milege
Sach Mano Achhe Dost Kam Milege
Jish Mod Sab Shath Chhod Dege
Us Mod Per Intjaar Karte Hum Milege !!
`
Pehle Chitti Ke Badle Taar Aata Tha
1 Bulave Pe Mera Yaar Aata Tha
Ab Padke Delete Karti Hai Mera Msg Ko
Kabhi Har Msg Ka Jawab Aata Tha !!
`
Suraj Ke Samne Raat Nahi Hoti,
Sitaron Se Dil Ki Baat Nahi Hoti,
Jin Doston Ko Hum Dilse Chahte Hai,
Na Jaane Kyun Unse Roz Mulakat Nahi Hoti !!
`
Koi Kahta Hai Dosti Nasha Ban Jati Hai,
Koi Kahta Hai Dosti Saza Ban Jati Hai,
Dosti Karo Agar Dil Se To Dosti Hi
Jeene Ki Vajah Ban Jati Hai !!
`
Yade Hoti Hai Satane Ke Liye
Koi Roothata Phir Manane Ke Liye
Rishte Banana Koi Muskil To Nahi
Bas Jan Tak Chali Jati Hai,Use Nibhane Ke Liye !!
`
Kas Khusiyno Ki Ek Dukan Hoti
Aur Usme Hamari Pahchan Hoti
Lelete Apke Liye Sari Khusiyna
Chahe Unki Kimat Hamari Jan Hoti !!
`
Hum Agar Apko Msg Nahi Kar Pate To Aisa Nahi Hai
Ki Ap Hume Yad Nahi Aate Mana Ki Sab Rishte,
Nibhaye Nahi Jate Par Jo Bas Jate Hai Dil Main Bulaye Nahi Jate !!

 

Monday, September 12, 2011

Love

Whenever u c love is comming 2 u...........

Welcome it with open arms,

Embrance let it enter in 2 u,

when people ask 2 u that ---   :R u in Love?

Just smile and say , "No, Love is in me".

Difference

Difference between Love and Friendship____

Balance nhi hai phir bhi baat kerna is love and balance hote huye call na kerna is known as friendship

Friendship

Friendship is a type of network that needs------

No Recharge!!!!!!!!

No Roaming!!!!!!!!!!

No Activation!!!!!!!!!!

No signal!!!!!!!!!!!!!!!!!

No Problem!!!!!!!!!!!!!!!

No Validation!!!!!!!!!!!!!!!

But just don't switch off ur heart.

Always Stay Happy and keep Smilling :-)