Showing posts with label SMS. Show all posts
Showing posts with label SMS. Show all posts

Sunday, February 19, 2012

Wheel Love

Hamara ishq tha hi itna saccha,
ki scooter par lagta hi tha accha,
Jab milne unse jati thi,
To scooter par hi sapno ka ghar banati thi,
Sara din Delhi ki roads par scooter chalta tha,
aur Hamara ishq us scooter par hi chalta tha.
Magar un pyari batoon mein hum iss kadar kho jate they,
Ki Red light ko bhi paar kar jate they,
Fir aashiqui mein chaalan ho jata tha,
Jo thode bahut paise hote they,
wo bhi traffic police wala le jata tha.
Isliye dosto agar GF ko ghoomane jayo
To driving licence apni jeb mein jaroor le jayo…

Hindi Shayari

Dosti Shayari SMS

Na Chand Ki Tarah,Na suraj Ki Tarah,
Na Aasma Ki Tarah,Na sitaro Ki Tarah,
Koi Dost Mujhe Mile To Bus Aap Ki Tarah !!
`
Khushiyo Par Fizao Ka Pehra Na Jane Kis
Umeed Pe Dil Thahra Teri Ankho Se Jhalakte
Dard Ki Kasam Ye Dosti Ka Rishta Mahobbat Se Gahra !!
`
Wo Dil Hi Kia Jo Tere Milne Ki Tamana Na Kare ,
Me Tujhey Bhool K Zinda Rahoon Khuda Na Kare,
Rahega Payar Tera Sath Mere Zindagi Ban Kar,
Ye Or Bat He Kay Zindagi Mere Wafa Na Kare !!
`
Sabne Kaha Dosti Ek Dard Hai,
Hamne Kaha Dard Kabul Hai!
Sabne Kaha Dard Ke Saath Ji Na Paoge,
Hamne Kaha Teri Dosti Ke Saath Marna Kabul Hai !!
`
Jab Koi Khayal Dil Se Takarata Hai,
Dil Na Chahkar Bhi Khamosh Rah Jata Hai
Koi Sab Kuch Kahkar Dosti Jatata Hai
Koi Kuch Na Kahkar Dosti Nibhata Hai !!
`
Duniya Me Bohut Gam Milege
Sach Mano Achhe Dost Kam Milege
Jish Mod Sab Shath Chhod Dege
Us Mod Per Intjaar Karte Hum Milege !!
`
Pehle Chitti Ke Badle Taar Aata Tha
1 Bulave Pe Mera Yaar Aata Tha
Ab Padke Delete Karti Hai Mera Msg Ko
Kabhi Har Msg Ka Jawab Aata Tha !!
`
Suraj Ke Samne Raat Nahi Hoti,
Sitaron Se Dil Ki Baat Nahi Hoti,
Jin Doston Ko Hum Dilse Chahte Hai,
Na Jaane Kyun Unse Roz Mulakat Nahi Hoti !!
`
Koi Kahta Hai Dosti Nasha Ban Jati Hai,
Koi Kahta Hai Dosti Saza Ban Jati Hai,
Dosti Karo Agar Dil Se To Dosti Hi
Jeene Ki Vajah Ban Jati Hai !!
`
Yade Hoti Hai Satane Ke Liye
Koi Roothata Phir Manane Ke Liye
Rishte Banana Koi Muskil To Nahi
Bas Jan Tak Chali Jati Hai,Use Nibhane Ke Liye !!
`
Kas Khusiyno Ki Ek Dukan Hoti
Aur Usme Hamari Pahchan Hoti
Lelete Apke Liye Sari Khusiyna
Chahe Unki Kimat Hamari Jan Hoti !!
`
Hum Agar Apko Msg Nahi Kar Pate To Aisa Nahi Hai
Ki Ap Hume Yad Nahi Aate Mana Ki Sab Rishte,
Nibhaye Nahi Jate Par Jo Bas Jate Hai Dil Main Bulaye Nahi Jate !!

 

Thursday, November 10, 2011

Confess

Bekhude ki zindagi hum jjiya nahi kerte,
Jaam dusro se chheen ker hum piya nahi karte,
Unko mohabbat hai to aa kar izhaar karien,
Pichha hum kisi ka kiya nahin karte.

Beauti

Asman Se utari hai,
Taron se sajai hai,
Chand ki Chandni se nehlai hai,
Mere dosti sambhaal ke rakhna yehdosti;
Yeh meri zendagi ki kamai hai.

Thursday, January 20, 2011

Fact


Zamana kitna kharab ho gaya hai Har sawal ka ulta jawab ho gaya hai na call na miss call na sms ka jawab Har koi mobile rakh k nawab ho gaya hai.

Monday, January 10, 2011

Good Morning SMS

Rose is fmaous 4 grace,
Advocate is famous 4 case,
Horses r famous 4 race,
But u r famous 4 smile on ur face.
So keep it always on ur face.

Good Morning :-)

Always Stay Happy and keep Smilling :-)